Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePrem Dhawan
HomePrem Dhawan
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana jab liya haath mein haath nibhaana saath mere sajna dekho ji humein chhod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli phoolon ki baaraat saji hai aur kaliyon ki doli jeevan bhar ke liye piya main aaj tumhaari ho li aaj tumhaari ho li ghunghat ki rakhoge laaj vachan do aaj mere sajna dekho ji mukh mod na jaana dekho ji dil tod na jaana neele ambar waala dega nis din meri gawaahi neele ambar waala dega nis din meri gawaahi sada yeh preet nibhaaunga main sada hai preet nibhayi sada hai preet nibhayi duniya mein pyaar ka naam na ho badnaam mere sajna dekho ji dil tod na jaana saath kabhi na chhute chaahe dushman bane zamaana dekho ji humein chhod na jaana dekho ji dil tod na jaana aaaa aaaa aaaa aaaa oooo oooo oooo ooooo
ye hawa ye fiza ye sama aaj hai kis kadar hasin jahan sham hai jaam hai saathi hai sun bhi le dil ki tu daastaan jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa husn ki ye meherbaniyan phir kahan husn ki ye meherbaniyan phir kahan ishq ki rangee kahaniyaan phir kahan phir kahan ye sama ye sama phir kahan aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada ye nigaah ye dil ki mastiyaan ye ada tez hai kuchh aaj dhadkanon ki sada ye sada sun zara sun zara ye sada aa dil ki mehfil mein jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa jhoom jhoom ke jaam choom ke aa dil ki mehfil mein aa
jhoome dil mera tere pyaar mein jaage chaandni intezaar mein aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori beeti huyi yaaden sataati hain mujhe dil ki sadaayen bulaati hain tujhe beeti huyi yaaden sataati hain mujhe dil ki sadaayen bulaati hain tujhe chali na jaayen dekho ye raaten gori gori aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori yun to hai suhaana bahaaron ka sama yahi to kami hai nahin hai tu yahaan yun to hai suhaana bahaaron ka sama yahi to kami hai nahin hai tu yahaan mujhe tadpaaye dekho ye raaten gori gori aankhon se aankhon ko mila ja chori chori chori
jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai khaya dhokha gaye jidhar dekho kismat phase kidhar are waah re waah re teri bambai aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya aa ke yahaan kya mil gaya jeb kati aur dil gaya rang tere iss shahar ke dekh kaleja hil gaya maal naa sahi jaan to bachi bhaag bhaag mistar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se mem phire kis aan se saath hai kutta shaan se jaanwar se to pyaar hai pyaar nahin insaan se dekh naaznin hum bhi hain hasin itna naaz naa kar jiska joota usika sar dil hai chhota bada shahar are waah re waah re teri bambai paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab sarkaar ho paas mein motar car ho bank mein tees hazaar hon pyaar yahaan tab keejiye maal ye jab
jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakta hoon badh ke aji badh ke main kar sakti hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main unche suron mein gaaun main tumse bhi uncha gaaun hoy main unche suron mein gaaun aji main tumse bhi uncha gaaun sa re ga re ga ma ga ma pa ma pa dha pa dha ni dha ni pa ni sa re sa re ga re ga ma ga ma pa jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke jo tum karo main kar sakti hoon badh ke aji badh ke main kar sakta hoon tumse bhi badh chadh ke badh chadh ke main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun main jhatpat jhatapat bolun main phatphat phataphat bolun jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phatphat jhatpat jhatpat phatphat phat jhatphat pat jhatpat phatphat phatphat turrrrrr rrrrr rrrrr jo tum karo main kar
jogi hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko khabar kab hogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi chanda bhi dekha taare bhi dekhen dekha sooraj barson chanda bhi dekha taare bhi dekhen dekha sooraj barson lekin jiss din tujhko dekha mann mein phooli sarson haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi champa ki daal mein adi chunariyaa raanjhean ne chhudaayi champa ki daal mein adi chunariyaa raanjhean ne chhudaayi jiss raanjhe ko dil de baithi uss ko lagan paraayi haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi bura ho inn bairen ankhiyon kaa kar baithi naadani bura ho inn bairen ankhiyon kaa kar baithi naadani pehle aag laga di mann mein ab barsaaye paani haaye re jogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane tujhko haaye re jaane tujhko khabar kab hogi ho hum to loot gaye tere pyaar mein jaane
kaanha chhedo baansuri chhaliya o chhaliya o chhaliya kaanha chhedo baansuri kanhaiya chhedo baansuri naache raadha baanwri jhoom jhoom ke kaanha chhedo baansuri kanhaiya chhedo baansuri naache raadha baanwri jhoom jhoom ke sun sun murli ki dhun pyaari daudi daudi aaun re sun sun murli ki dhun pyaari daudi daudi aaun re tan bhi dole man bhi dole besudh si ho jaaun re kajra bhoola gajra bhoola kuchh aisi kho jaaun re kaanha chhedo baansuri kanhaiya chhedo baansuri naache raadha baanwri jhoom jhoom ke saat suron ne jaal bichhaaya phans gayi meri jaan re saat suron ne jaal bichhaaya phans gayi meri jaan re cheer kaleja jaaye phir bhi meethi laage taan re ho gayi ghaayal mori paayal phir bhi naache taal re kaanha chhedo baansuri kanhaiya chhedo baansuri naache raadha baanwri jhoom jhoom ke maan bhi jaao lo main haari ab to na tarsao ji maan bhi jaao lo main haari ab to na tarsaao ji apne bas mein karke mere mann ko na tadpaao ji murli baaje gori saaje rasiya raas
kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein khade raho bas bebas hokar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein kapde hon maile munh kaala kaala ho wo suraiya umm ummm ya madhubaala aa ho ho wo suraiya ya madhubaala bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein bade bade bhi ban jaaya karte hain joker raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein baar baar handle ko ghumaaya dhakke de de sar chakraaya dhakke de de sar chakraaya nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein nikal gaya hai apna to haaye re kachumar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein tel pilaaya daala paani par zaalim ne ek na maani par zaalim ne ek na maani yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein yaad aati hai humko naani ab ro ro kar raste mein kabhi na bigde kisi ki moter raste mein sach kehti hai duniyaa saari chalti ka hi naam hai gaadi chalti ka hi naam hai gaadi moter bhi chhakda hai jab ho jaaye panchar
khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to samjho yun samjho ye hum ko karein ishaare tera kangana haaye haaye re tera kangana kangana thaamun paayal bole aaun kaun bahaane se aaun kaun bahaane se aeae jin ko milna ho yaaron se darte nahin zamaane se darte nahin zamaane se roke to duniya kya roke are roke to duniya kya roke jab hum hain pyaar ke maare tera kangana haaye haaye re tera kangana khanke to khanke kyun khanke jab raat ko chamken taare mera kangana haaye haaye re mera kangana tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye tiriri tarala lihila re lihila tiriri tarala hoye hoye aaye jawaani jab mastaani roken laaj ke pehre na roke laaj ke pehre na haa haaye ghunghat ka pat khul khul jaaye sar pe aanchal thehre na sar pe aanchal thehre na sochein to sochein kya sochein are sochein to sochein kya sochein jab nain mile matwaare mera kangana haaye haaye re mera kangana are samjho to
oo oooo oooo aaaaaaaa aaaaaa koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani aankhon ki hai kuchh naadaani kuchh baat na dil ne maani dil dola kuchh bola aur ban gayi ek kahaani sukh chain diya aur seekh liya aadhi raaton ko tadapna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun kab tak main raaz chhupaun sau baar main kehna chahun ghabraaun sharmaaun kehte kehte ruk jaaun keh bhi na sakun reh bhi na sakun kya haal hua ye apna isse pyaar kahun ya sapna koi dil ko lage apna apna isse pyaar kahun ya sapna isse pyaar kahun ya sapna
kuchh samajh nahin aaye kuchh samajh nahin aaye mohe is duniya ki baat is duniya ki baat kuchh samajh nahin aaye kabhi hansaye kabhi rulaye kabhi banaye kabhi mitaye jaane kya kya khel rachaye ye duniya din raat ye duniya din raat ye duniya din raat kuchh samajh nahin aaye kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche kaun kisi ke aansu ponchhe har koi apna sukh soche is duniya mein kab deta hai koi kisi ka saath koi kisi ka saath koi kisi ka saath kuchh samajh nahin aaye aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara haan aye matwalo himmat walo dhundo na koi sahara darhgo ko patwar bana lo aur naiya ko kinara raat mein hai parbhat issi andhiyare mein ujiyara andhiyare mein ujiyara
chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai subaho shaam kaam hi se kaam hai yahi to hai naseeb jiska naam hai subaho shaam kaam hi se kaam hai yahi to hai naseeb jiska naam hai tadbeer kiye jao takdeer badal jayegi aaj na to kal sahi suhani ghadi aayegi le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai moti bhi mile to tum na bheekh lo hathon se kamaake jeena seekh lo moti bhi mile to tum na bheekh lo hathon se kamaake jeena seekh lo mutthi mein tumhari chhupa hua jahaan hai mitti sona ho tumhare hathon mein wo jaan hai le chala jidhar ye dil nikal pade hum chale jidhar zamaana chal pade jo saath waqt ke chala wo mard hai jo reh gaya wo raste ki gard hai o
haay le de saiyaan odhni ho le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni phir dikhlaun morni ki chaal main dildaar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni chalun lachak lachak ke aahe zara matak matak ke aahe lat jhatak jhatak ke aahe aaaaah chal tedhi medhi chal adi tappa chal kodi phera chal balleshera oooooooo meri jugniye o meri hirniye o meri morniye chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal o main keha soch ke chaahe bik jaaye pagdi meri chaahe bik jaaye hal le doonga jo tu maange ek baar thumak ke chal zara lachak lachak ke zara matak matak ke lat jhatak jhatak ke mukar na jaana mukar na jaana tujhse kuchh maanga hai pehli baar oye le de saiyaan odhni punjaabi tiledaar oye le de saiyaan odhni oooo mere makkhna o mere sajjna o mere beliya odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp main gaya sadke odh chunariya niklungi to dil jayenge kaanp jaane kis kis ke seene pe laut jaayenge saanp chalun lachak lachak ke
le pee zara aur pee le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe ae dil ab hosh mein na tu rahe na hum rahen le pee zara aur pee paas hai may ki pari main jahaan se door hoon paas hai may ki pari paas hai may ki pari main jahaan se door hoon kuchh na poochho mujhse koi main nashe mein choor hoon le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe le pee zara aur pee wo zamaana pyaar ka ek fasaana ho gaya wo zamaana pyaar ka wo zamaana pyaar ka ek fasaana ho gaya jaise chamka koi taara aur kahin pe kho gaya le pee zara aur pee na khushi rahe na ghum rahe le pee zara aur pee hosh se achchhi lage mujhko ye behoshiyaan hosh se achchhi lage hosh se achchhi lage mujhko ye behoshiyaan ab to yaaro ek main hoon aur meri madhosiyaan le pee zara aur pee
sun le sun le main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan haath jod kar vinti karta ye baalak naadaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan sun le sun le jitne sahaare the sab haare tera ek sahaara hai deen dukhi jann ka is jag mein tu hi to rakhwaara hai jitne sahaare the sab haare tera ek sahaara hai deen dukhi jann ka is jag mein tu hi to rakhwaara hai zulm ke tufaan kaise jhele zulm ke tufaan kaise jhele ek nanhin si jaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan main aaya tere dwaare bacha le bhagwaan sun le sun le
Maine Hi Pahli Baar Dekha Gussa
ooo oo oo oo oo oo oo oo oo oo ooo oo oo oo oo oo oo oo mast pawan hai chanchal dhaara mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki man mein hain bechain umangein jaise moujen saagar ki dena mujhko aur sahaara dena mujhko aur sahaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke ooooooo meet bina jeevan beete na raah kate bin saathi ke raah kate bin saathi ke dhoond rahi hoon koi kinaara dhoond rahi hoon koi kinaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara aaj sama hai kitna pyaara aa aa aaa aa aaj sama hai kitna pyaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara man ki naiya dol na jaay mast pawan hai chanchal dhaara
mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zara chal tham ke zara aye shola badan meri jaan nikalti jaati hai chal tham ke zaraa har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote har jalwa tera hai kaatil har ek ada dil loote hai chaal mein tezi jaise ek teer kamaan se chhoote jab chalti ho tum jab chalti ho tum kehte hain sabhi hatt jao qayamat aati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere naagan ki tarah balkhati daalo na idhar tum phere hain aas lagaye baithe hum jaise to laakh sapere kitna bhi zeher kitna bhi zeher naagin mein rahe jab been baje phans jaati hai mukhde pe tere bijli ki chamak zulfon mein ghata lehraati hai chal tham ke zaraa dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo dil cheez hai khone waali isko itna na sambhaalo aankhon mein basa lunga main ye dil jo mujhe de daalo nadaan ho tum nadaan ho tum nadaano se har cheez
na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho hai angdai ya lachki lachki laali hai ye aankhen hain ya ke chhalki chhalki pyaali hai phir bhi inka paimana kyun khali hai na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho hai raat nikalti tere kaale baalon se aati hai subha ki laali tere gaalon se kaun ho kya ho puchho hum dilwalon se na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho ye chaal hai ya bijali lehrati jaati hai har ek adaa mastana banati jaati hai aaj na jane kis pe qayamat aati hai na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho phir bhi tumhi lagte sab se pyare ho na chaand ho na sooraj ho na tum taare ho
sajan sakaare jayenge nain mari ye roye hoooo krishna aisi rain karo ke bhor kabhun na ho oo na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na na ja na ja balam balam mere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na teri aag laga li tan mein piya teri sej saja li maine man mein piya teri aag laga li tan mein piya teri sej saja li maine man mein piya tere nain base nainan mein piya tere nain base nainan mein piya kahin tu hi mujhe nayan phere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na teekhi kajre ki dhaar piya tere liye mere sola singaar piya tere liye teekhi kajre ki dhaar piya tere liye mere sola singaar piya tere liye baaje man ka sitaar baaje man ka sitaar piya tere liye huye phir bhi to hum balam tere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na na ja na ja balam balam mere na na dir dheem tana de re na na dir dheem tana de re na
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Jab Liya Haath Mein Haath Vachan (1955) 03:35 40686
 
Poster of Vachan (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Geeta Bali, Rajendra
Duration : 03:35   Song Number : 40686   

Jhoom Jhoom Ke Coffee House (1957) 03:26 37002
 
Poster of Coffee House (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Geeta Bali
Duration : 03:26   Song Number : 37002   

Jhoome Dil Mera Tere Pyaar Mein Police Detective (1960) 03:02 39068
 
Poster of Police Detective (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:02   Song Number : 39068   

Jiska Joota Usi Ka Sar Guest House (1959) 03:20 40618
 
Poster of Guest House (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:20   Song Number : 40618   

Jo Tum Karo Main Ada (1951) 03:04 14626
 
Poster of Ada (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Madan Mohan
Duration : 03:04   Song Number : 14626   

Jogi Hum To Loot Shaheed (1965) 03:36 31071
 
Poster of Shaheed (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kamini Kaushal
Duration : 03:36   Song Number : 31071   

Kaanha Chhedo Baansuri Sawan (1959) 05:35 13163
 
Poster of Sawan (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Ameeta
Duration : 05:35   Song Number : 13163   

Kabhi Na Bigde Kisi Ki Motor Moti Mahal (1952) 03:15 18303
 
Poster of Moti Mahal (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Suraiya
Duration : 03:15   Song Number : 18303   

Khanke To Khanke Vallah Kya Baat Hai (1962) 04:54 12081
 
Poster of Vallah Kya Baat Hai (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Beena Roy, Shammi Kapoor
Duration : 04:54   Song Number : 12081   

Koi Dil Ko Lage Apna Apna Chaalbaaz (1958) 03:06 38925
 
Poster of Chaalbaaz (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:06   Song Number : 38925   

Kuchh Samajh Nahin Aaye Aasmaan (1952) 03:24 36574
 
Poster of Aasmaan (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
Nasir Khan, Asha Parekh
Duration : 03:24   Song Number : 36574   

Le Chala Jidhar Ye Dil Miss Bombay (1957) 04:01 38365
 
Poster of Miss Bombay (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Hansraj Behl
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ajit
Duration : 04:01   Song Number : 38365   

Le De Saiyaan Odhani Pavitra Papi (1970) 05:36 39217
 
Poster of Pavitra Papi (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Prem Dhawan
On Screen Actors- 
Tanuja, Balraj Sahni, Achla Sachdev
Duration : 05:36   Song Number : 39217   

Le Pee Zara Aur Pee Toofan Mein Pyaar Kahan (1966) 03:52 40178
 
Poster of Toofan Mein Pyaar Kahan (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mukesh
Duration : 03:52   Song Number : 40178   

Main Aaya Tere Dware Dharkan (1972) 02:45 19824
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:45   Song Number : 19824   

Maine Pehli Hi Baar Dekha Gussa Dharkan (1972) 03:02 37237
 
Poster of Dharkan (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Mumtaj
Duration : 03:02   Song Number : 37237   

Mast Pawan Hai Chanchal Dhaara Jeet (1949) 02:55 18223
 
Poster of Jeet (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suraiya Chaudhari
Duration : 02:55   Song Number : 18223   

Mukhde Pe Tere Bijli Ki Chamak Aadhi Raat Ke Baad (1965) 04:25 36987
 
Poster of Aadhi Raat Ke Baad (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Ragini
Duration : 04:25   Song Number : 36987   

Na Chaand Ho Jadugar Daku (1962) 03:54 36837
 
Poster of Jadugar Daku (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Jairaj, Zabeen
Duration : 03:54   Song Number : 36837   

Na Dir Dheem Tana Dere Na Na Ja Na Ja Balam Pardesi (1957) 03:36 39702
 
Poster of Pardesi (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Anil Biswas
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis, Balraj Sahni
Duration : 03:36   Song Number : 39702   
Karaoke Songs of prem dhawan, Sad Songs of prem dhawan, Love Songs of prem dhawan, Dance Songs of prem dhawan, Hip-hop songs of prem dhawan, Best songs of prem dhawan, Super hit songs of prem dhawan, hit songs of prem dhawan, duet songs of prem dhawan, solo songs of prem dhawan, old songs of prem dhawan, famous songs of prem dhawan, Hindi Karaoke Songs of prem dhawan, Hindi Sad Songs of prem dhawan, Hindi Love Songs of prem dhawan, Hindi Dance Songs of prem dhawan, Hindi Hip-hop songs of prem dhawan, best Hindi songs of prem dhawan, super hit Hindi songs of prem dhawan, hit Hindi songs of prem dhawan, duet Hindi songs of prem dhawan, solo Hindi songs of prem dhawan, old Hindi songs of prem dhawan, famous Hindi songs of prem dhawan, Sing Along Songs of prem dhawan, Sing Along Sad Songs of prem dhawan, Sing Along Love Songs of prem dhawan, Sing Along Dance Songs of prem dhawan, Sing Along Hip-hop songs of prem dhawan, Sing Along Best songs of prem dhawan, Sing Along Super hit songs of prem dhawan, Sing Along hit songs of prem dhawan, Sing Along duet songs of prem dhawan, Sing Along solo songs of prem dhawan, Sing Along old songs of prem dhawan, Sing Along famous songs of prem dhawan